Telegram channel ads ke liye

0 fake data landing page

Seedha channel link par Meta har click ko result maanta hai. AdNex Pages ka page har tap check karta hai aur Meta ko sirf wahi batata hai jisne sach mein join request bheji.

Apna page banwao Setup hum karwate hain, 10 minute

Meta ko 100 signal gaye: 15 asli join, 85 fake clicks.

Asli joinFake click
100Meta ko signal
15Asli join
85Fake signal
Meta ka data kitna sahi15%

Udaharan. Seedha link par Meta har click ko signal maanta hai. AdNex Pages Meta ko sirf asli join bhejta hai, isliye har signal asli hota hai.

Seedha link aur AdNex Pages mein kya fark hai

Meta wahi seekhta hai jo aap use batate ho. Galat signal do, to wo galat log laata hai.

Seedha t.me linkAdNex Pages
Meta ko kya milta haiHar click, chahe galti se hua hoSirf asli join request
Meta kise dhoondhta haiClick karne waleJoin karne wale
Kaunsa ad kaam kar rahaPata nahi chaltaHar ad ke taps aur join alag
Traffic kahan se aayaPata nahi chaltaInstagram, Facebook ya doosre apps
Ek aadmi, kitne eventLagu nahiEk hi, double kabhi nahi

Ek client ke 7 din, asli data

Ek hi page, do alag jagah se traffic. Client ka naam chhupaya gaya hai.

Doosre apps aur games (Audience Network)6% join
Instagram39% join

18,134 taps doosre apps se, 4,729 Instagram se. Nov 2026.

Client ko lag raha tha ki ad Facebook aur Instagram par chal raha hai. AdNex report ne dikhaya ki budget ka bada hissa games ke andar ja raha tha, jahan har 100 tap mein sirf 6 join aate the.

Client ne placement badli. Agle din doosre apps ke taps 5,829 se 12 par aa gaye.

840

join requests ek din mein, ek client ke page par (24 Nov 2026)

Shuru karne ke 3 step

Coding nahi aani chahiye. Har step hum Telegram par saath mein karwate hain.

Telegram pe message karo

Apne channel ka naam aur abhi ka ad batao.

Page, bot aur pixel set

20 designs mein se chuno. Bot aur pixel hum jodwa dete hain.

Ad mein naya link lagao

Meta ab sirf asli join se seekhega.

Meta ko ek bhi fake join report nahi hoga

Event tabhi jaata hai jab banda Telegram mein sach mein join request bhejta hai, aur ek aadmi ka sirf ek baar. Ye hamari guarantee hai.

Sawal

Kya isse fake clicks band ho jaayenge?

Click ka paisa Meta kaat-ta hai, use koi band nahi kar sakta. Hum dikhate hain ki bekaar taps kahan se aa rahe hain, aur Meta ko sirf asli join bhejte hain. Isse Meta khud behtar log laane lagta hai.

Mujhe coding nahi aati. Chalega?

Haan. Bot token aur pixel ID daalni hoti hai, wo hum Telegram par step-by-step karwa dete hain.

Mera abhi ka ad band karna padega?

Nahi. Sirf ad ka link badalna hai. Campaign, audience aur creative wahi rahenge.

Agla ad asli data ke saath chalao

Message karo. Page aur tracking hum set karwa denge.

Telegram pe baat karo
© AdNex Pagesadnexpages.space
Apna page banwao